You are currently viewing Mutmaaeem Bey Hessi -

Mutmaaeem Bey Hessi

famous ghazal in urdu -

Ghazal

famous ghazal in urdu

Mutmaaeen bey hasi, akhri admi

Ahtymad tahe, akhri admi

Aik tanhaee ma, khoon ugalti hue

Zaheeri Khamshi, akhri admi

Choty adarsh bhe, kham adrak bhe

Sar ba sar musnooe,akhri admi

Zaheeri roshni ma chupa ho

Rooh ki tyargi, akhri admi

Bey waja he lepti hue

Daime teshnage, akhri admi

Naqad e aqdar, jeevan sa hara hua

Kam nazar, matlabi akhri admi

Dafan hn sard ankho k shamshan ma

Jazab o Agahe, akhri admi

Chor da dhung ko, ajj ba sood ha

Tare baz gae, akhri admi

Khool ankh zara, ja chuka ha khuda

Koi chara nhe ab teri zestt ka

Khoof k zabtay torny k sewa

Apni hasti k tapal ma kood ja

famous ghazal in urdu by Shehryar Akhtar Ali

Leave a Reply