Urdu ghazal Shayari
Jaga k jagti ankho ma aik khuwab, tujhy
Hazur, puj raha ha mar agyab tujhy
Pheesal k phair ke dali sa gir na ja kahe
Achak k dakh raha ha jo aftab tujhy
Tery labo ki taravat sa manid ha in ki
Kahe nazar na laga dain shaki gulab tujhy
Ay jism-e-naz semat! kah rahe han ya lehrain
Falak sirhany batha ha ziar-e-abb tujhy
Hawas or hosh ki dushman ay sak-e-blorain
Kiya ha phr kise chanchal na by hejab tujhy
Dilo k hal khulain gy tu hashar main nashaih
Hmesha bahesht atta ho ge aur azab tujhy
Kahyal khun ka rakha ha bandh k shaid
Jabhi rowahi ha achanak ya ajtanab tujhy
Urdu ghazal Shayari