love ghazal in urdu
Lahra ka khush khram wo chalti ha yun badan
Madhosh pach o Kham ma bhakta ha perhan
Kakal ka or dhang, qaba ki ilad ada
Alam fasoh zada, wo fasoh saz khud magan
Ankho ka nembaz daracho ka us taraf
Athkiliya nayaz sa krta ha bankpan.
Dazdada tak Rahi han golabo ki toliya
Ulgi hai ik Kaba badan sa abhipon
Na ho to ik sakot ma hota ha aztarb
Hansti ha kainat Jo hoti ha khandazan
Is shakash ka tawaf sa Loti ha phr nazar
Dhahki ha aztarar ki Nas Nas ma phr agan
Kab sa us ik SADA sa ha lapta Hoya khyal
Lai thi Jo Chara ka koi zagmaga sakhan
love ghazal in urdu